Aaya aaya dekho yeh khushi ka din aaya,
UP ke har sadsya ke chehre par muskaan laya,
Khuda ko kaise karen shukriyaa is din ke liye
Jis duniya mein aapko Dharti pe Bheja hum sab ke liye.
Suraj nikle toh Dua de aapko
har khilta huya Phool khushbu de aapko
Hum kis kabil hein jo kuch dein aapko
Wo Rabb hi hazaar khusiyaan de aapko.
Janamdin par dete hein bus Yahi Dua...
Hum sab jo mile hein..honge na Juda
hamesha Saath denge aapka yeh hai vaada
har muskil ko Asaan kar de, apna he ye Irada.






0 comments:
Post a Comment